Youtube Video Upload Karne Ka Sahi Tarika



Posted By: Jeevan Singh Devra Sakroda Youtube Video Upload Karne Ka Sahi Tarika 


Hello Friends Aaj Ki Is Post Ke Baare Me Hum Baat Karne Wale Ki Kis Tarah Se Aap Youtube Pe Video Upload Karke Views Bada Sakte Hai Ji Ha Dosto Aap Sahi Tarike Se Youtube Pe Video Upload Karke Aapne Videos Par Bahut Ache Views Pa Sakte Hai Aapne Videos Par.


STEP: 1
 Login karne ke baad, upar YouTube search baar ke right side me, upload ka button hoga. Uspr click karo.

STEP: 2
Jaise hi aap upload par click kroge. Aap ke  samne aisi window open hogi.

1] Yhapar public select kijiye. Public ka option hame isiliye select karnaa hai. Taaki ham jo bhi videos upload karne Wale hai. YouTube unhe publically show kare. Aur agar aap ko apnaa videos private rkhna hai. To vo rakh sakte hai.
Aap ke video par right click dabake rakhe. (Drag krae) and upload ke icon par drop karde.

STEP: 3
Jaise hi aap upload ke icon par click kroge. Aap ke saamne aapke computer me loaded file najar aayegi. Aap ko jo video upload karna hai. Use select kar lijiye.
Aap ke videos par right click dabake rakhe. (Drag krae) and upload ke icon par drop karde.

To aap jaise hi apna video select kar denge. Aapki videos uploading process start ho jayegi. Aap niche ki image se samjh sakte hai.

1) Yha par aap uploading status dekh skte hai. Abhi yha par 15% dikha rha hai. Jab hmari videos 100% upload ho jayegi. Isi jagah Processing done dikhaai dega.

YouTube Par Video upload karne ka sahi tarika.

Video uploading process complete ho jaane ke baad……
2) Title: – Is box me apne videos ka jo bhi nam hai. Vo dijiye.
3) Video description: – is me aapko video ke baareme  jankari deni hai. Jaise ki aap ka video kis sambhandit hai. Aapke Videos men kya-kya hai. Iske bare me vivarn likhiye. Aisa karne se aapke video ki SEO hoti hai. Aur aap ki videos top par show hota hai.
4) Keyword:- Ye sabse jyada important hai. Kyonki agar aap ko YouTube search engine me top ranking haasil karni ho. To aap ke Videos ke related jo bhi queries aati hai. Us keyword ko yha likhiye. Aur haan! sabse jaruri ek keyword likhane ke baad koma(,) ka istaal kijiye.
5) Video thumbnail:- Aap ka videos upload hone baad, YouTube automatic vidioka poster image (thumbnail) le lega. Par agar aap ka channel verify hoga. To yaha par custom thumbnail rakhne ka option show hoga. To ek acchhasa aur attractive thumbnail laga lijiye.
6) sabhi instruction follow karne ke baad publish par click kardo. Aapki videos publish ho jayegi.
Last word: – To doston! aaj mene aapko  video upload kaise krte hai. iske baare me bta diya. I hope aap ko yah jankari kaafi helpful lagi ho.

 Aur agar aapko ye jankari achhi lage to ise baki youtuber ke sath share jarur kare. 

  agar aapko ye post achi lage tho share jarur kare aur hamare blog ko subscribe karna na bhule. 

For Mobile Problem Solution Contect Me On This Number 
Name   :     Jeevan Singh Devra 
Number:6377105319
For Any Enquiry Mail me: Jeevansinghdevra2073@gmail.com & jeevanrajput6391@gmail.com
<youtube video upload>,<youtube>,<upload>,<youtube upload>,<youtube video uploading best trick>



Post a Comment

If You Have Any Doubts. Please Let Me Know

Previous Post Next Post